Saturday, October 13, 2012

Kitna Ajeeb hai

Kitna Ajeeb hai
kab tum  aaogi mujh se milne , aaj bata dena ,
ham bhi milne ka intjar karege, chup n kar dena,
koi jan nap aye baten apni,kano men hi kahna,
hava bhi bairan ho gaye hai,phuska kar kahna,
man chanchal ho jata hai , jab bhi tum sonchti hogi,
logon se chhupne ki baten, tum bhi sochti to hogi,
es tarah chhup chhup ke milne ka maja alag hota hai,
bin bole bat bata dena bhi ek anokhi kala hoti hai,
yadon men  bhool n jana, pyar ka paigam  yad rakhna,
samay n nikal jaye Milan ka ,milne ka bahan yad rakhna,
baton hi baton men smav gujar gaya, kitna ajeeb hai,
chalne ka samay ho gaya ab to, kitna ajeeb haI .

No comments:

Post a Comment