Jindagii hai to tumhen, pyar kiya karta hun,
Jab tu hai nahin to kisko, yad kiya karta hun,
Sab apne bhii paraye ki tarah se dekhne lagte hain,
Kitna badla hai chaman ki log milne nahii aate hain,
Milne julne nahin aaana to merii galii men kyo aate hain,
kahta nahi Koi unko idhar ke mausham nashad rahte hain,
din men nahin dikh sakte to sapnon men aaya karo,
bahon men nahi aa sakte to khvabon men aaya karo,
din paraya hai to kya huaa,raten to apni to hai,
mera pyar kabil nahin to kya hua tumhata to hai,
meri aankhen nahi to kya hua tum to dekhti ho,
main chal nahi sakto to kya tum to doud sakti ho,
sapne kisi ke hon rahenge to apno ke hi pass hi,
jamane men chale sath to kya pass rahte apne hi,
chalo faisala karle our kho jate hai daro diwar men,
koi dhundhega kabhi apne nishan inhin rahon men.

.jpg)
No comments:
Post a Comment